Yeshu Tujhe Pyar Karta | Aye Mere Baadshah

Hai duniya ka raja Yesu, saath hai tere woh, na ab tu roh

Yesu tujhe pyar karta, Yesu mujhe pyar karta
Woh sabse hai pyar karta, aaj khushiyan manao logo
Apni jaan suli pe, deke apni jaan, pyar kiya sabko,na ab tu roh….
Yesu tujhe pyar karta,
Woh meri chattaan hamesha, woh meri… Hai sahara woh….
Yesu tujhe pyar karta,
Hai Khuda ka ek hi beta, hai Khuda ka, ban gaya tera,woh
Yesu tujhe pyar karta,
Ab toh saari duniya mein bas, Yesu yesu ho, na ab tu roh, 
Yesu tujhe pyar karta,
See also  Aankhon ko meri paak kar de | Prem Anand Shanti | Anil Kant