Aa Pavitra Aatma | Aatma Main Prarthna

Aa pavitra aatma tu aaja
Aa main prarthna karoon
Aa apni shakti mein aaja
Aa apni namrata mein aa

Gyan apne bacchon ko de de
Andhon ki roshni tu ban
Nirbal ko shakti tu de de
Le meri aatma tan mann

Sukhe mein chashma baha de
Murjhaye man mein tu aa
Aa apne saamarth mein aaja
Choole sampoorn bana

See also  Shahon ka Shah Baadshah | Prem Anand Shanti | Anil Kant