Tu Ne Yeh Kya Kiya | Dayanidhi Rao | Lamhey

Dhal Ne Lagi thi Saam,
Nav Chalne lagi
Fir achanak Se Aaye tufan
lahre bhi uthne lagi
dar se kahne lage, kya hoga hamar hal
Mout ki In Lahro Se Kon Lagaye ga Paar

Uswakt sath sath tu tha
aaj bhisath sath tu hain
Ek ishare se sab kuch ho gaya sant Tu Ne Yeh Kya Kiya…..

Sero ke Bich Mein Feka Gayatha Woh
Raja Ke samne sar na zukaya tha woh
mout ke Jab bich se pukara woh tera name
bhej kar tune swarg dut bandha sero ke muh
                                  Uswakt sath……..

Prabhu Tere Samrth Se ye Kya kiya
Prabhu Tere Sakti se ye kya kiya…
                                  Tu Ne Yeh Kya Kiya…

See also  Aaj Yeshu Zinda Hai | Dayanidhi Rao | Lamhey