Apne haathon se banaya hai | Khudawand tujhe barkat de | Shreya Kant

Apne haathon se banaya
Apne haathon se banaya

Apne haathon se banaya hai
Mujhe mere Khuda ne
Apni Surat mein banaya hai
Mujhe mere Khuda ne
Kitni rehmat, kitni taakat
Kaisi hai uski mohabat

Jab main nahin tha, tab bhi main tha
Uski nazar mein tha main sadaa
Yuhin achanak nahin aa gaya
Uske irade se main ban gaya

Khud ko na tanha samajhna kabhi
Beasara na samajhna kabhi
Woh jisne di hai tumhe nayi zindagi
Hai naam uska Yeshu Masih

See also  Yesu Naam tu gaale | Main Mandir Hoon Tera | Anil Kant