Hey hamare Pita tu jo swarg mein hai | Khudawand tujhe barkat de | Anil Kant

Hey hamare Pita tu jo swarg mein hai
Naam tera pavitra maana jaaye
Tera rajya aaya
Teri icchha hove
Dharti pe jaise aasmaanon pe hai
Hey hamare Pita tu jo
Swarg mein hai

Hamari roz ki roti hamen de
Apne apraadhiyon ko hamne
Shama kar diya
Jaise Tu hamen shama karta hai

Prabhu humko pariksha mein na lana
Balki har ik buraai se bacchana
Har ik burai se bacchana hamein
Hey hamare Pita…
Kyunki raajya, aur parakram
Aur mahima
Sada Tere hi hain, ameen

See also  Naav Chali | Teri Raahein Behtar Hain | Shreya Kant