Mere Khuda Mere Khuda | Sab khuda ka | Anil Kant

Mere Khuda, mere khuda
Sun le dua-2

Insaaf kar mujhko bachaa
Baigaane mere khilaaf hain
meri jaan par woh azaab hain
tu apni taabun ko dikha
Sun le dua

dekho khuda meri madad
mujhko sambhale mera rab
karta hai dushman ko phana

Tera shukriya, tera shukriya
gham se rihaa mujhe kar diya
tu khub hai tu hai bhala
insaaf tune kar diya
Sun li dua-2

See also  Prabhu Tu Hai Mahaan | Aatma Main Prarthna