Ibadat Karo | Ibadat Karo | Anil Kant

Aye duniya ke logon, oonchi awaz karo
Gao khushi ke geet, uska gungaan karo
Ibadat karo uski, ibadat karo….

Yaad rakho ke, wahi ik khuda hai
Humko yeh jeevan, usi ne diya hai
Us charagah se, hum sab hain aaye
Hamd-o-sana ke, hum geet gayen
Rab ka tum shukr karo
Oonchi aawaz…..

Naame-khudawand kitna mubarak
Mera khudawand kitna bhala hai
Rehmat hai uski sadiyon purani
Wafa ka azal se, yahi silsila hai
Us par imaan dharo, uske ghar aao chalo
Gao khushi ke geet, uska gungaan karo
Ibadat karo uski, ibadat karo….

Pavitra aatma aa | पवित्र आत्मा आ

Pavitra aatma aa (2)
mujhe le jao
Yeshu ke charno mei
Pavitra aatma aa..

Sirf tere liye Yeshu tere liye
Tere liye raja tere liye
Sirf tere liye Yeshu tere liye
mai haath uthata hoon
Ghutne tikakar sar jhukakar
haath uthata ]tere liye – 2

Sirf tere liye Yeshu tere liye
Tere liye raja tere liye
Sirf tere liye Yeshu tere [Am]liye
mai sar jukhata hoon

Yeshu hi marg hai
Yeshu hi satya hai
Yeshu hi jeevan [Am]hai
Yeshu mera Prabhu

Pavitra aatma aa..

पवित्र आत्मा आ (2)
मुझे ले जाओ
येशु के चरणों में
पवित्र आत्मा आ..

सिर्फ तेरे लिए येशु तेरे लिए
तेरे लिए राजा तेरे लिए
सिर्फ तेरे लिए येशु तेरे लिए
में हाथ उठाता हूं
घुटने टिकाकर सर झुकाकर
हाथ उठाता में तेरे लिए

सिर्फ तेरे लिए येशु तेरे लिए
तेरे लिए राजा तेरे लिए
सिर्फ तेरे लिए येशु तेरे लिए
में सर झुकाता हूं

येशु ही मार्ग है
येशु ही सत्य है
येशु ही जीवन है
येशु मेरा प्रभु

पवित्र आत्मा आ..

Pavitra aatma aa | पवित्र आत्मा आ
Pavitra aatma aa | पवित्र आत्मा आ

Tu Hi Sahara | Dayanidhi Rao | Lamhey

Prabhu Tu Hain sundar, Mera dil ka Khajana
tu hai adbhut mere dil kit chahat

aur main tujhase karta hun pyar
lahro main tu hai, tufano main tu hai
jab dube meri naya tu hi saharra
andhrero mai bhi tu hai, akele pan mai bhi tu hai
har gam mai tu hi hain mera sahra
mera sahra tuhi mera sahara

Yeshu Yeshu mukti data hain tu
Yeshu Yeshu jivan data hai tu   x2

aur main tujhae karta pyar
parbhu tujhae karta hu pryar
lahro main tu hai, tufano main tu hai
jab dube meri naya tu hi saharra
andhrero mai bhi tu hai, akele pan mai bhi tu hai
har gam mai tu hi hain mera sahra
mera sahra tuhi mera sahara

Yeshu Ke Naam Se | Dayanidhi Rao | Lamhey

Ye Kya Hua Kese Hua
Sab Kuch Kho Gaya

Choto Thi Meri Gudiya
Pyari Si thi Meri Gudiya
Sapno Ke tare Base the Ankho Me
Har Dil Ki Thi Woh Dhadkan
Ekdin Karegi Voh Roshan
andhero se Bhara Un Raho Ko
Jalti Hui Diya Ko Tune Buza diya
Nanhi Si Meri Jaan Ko TuneSula diya

Yeshu Ke Naam Se Karte Hai Maaf Tuze
Baha na Chodde Lahu Ki Nadiya

jeeun To Aab Mein Kiske Liye
Dase Mujhe Suna pan
kya tha kasu Jara Ye To Batao
Ujada Kun Mere Aangan
Chira mere sine Ko Chira Mere Dil Ko
Ek Chalti Firti Lash Mujhe Tune Ban Diya
                       Yeshu Ke Naam Se…….

Aash Ye Ashi Kitne Dil Mein Liye Sab Aapne
Dekh Rahein Kal Ke Bacho Mein,
Khil Ne Do In Klion Ko Mahekne do In Fulo ko
Todna Lena In Ko Baag Se
Aatank Ki Raho Par Chlna Tu Chod De
Nafrat Ki Si Aag ko Ab Tu Buza De
                       Yeshu Ke Naam Se…….

Aaj Yeshu Zinda Hai | Dayanidhi Rao | Lamhey

Aaj Yeshu Zinda Hai Ham Batane Aaye hai
Ha Hum Batane Aaye Hai
(hosanna)

Jab Yeshu Dunia Mein Tha Codhi ko Changa Kiya,
Jab Yeshu Dunia Mein Tha Murde ko Zinda Kiya.
                                                           aaj Hum Batane……

Aawo Abhi Aao Sabhi Woh Bulata hai
Jeevan ki Raho Par Chalna Sikahta Hai
                                                          aaj Hum Batane……

Tu Ne Yeh Kya Kiya | Dayanidhi Rao | Lamhey

Dhal Ne Lagi thi Saam,
Nav Chalne lagi
Fir achanak Se Aaye tufan
lahre bhi uthne lagi
dar se kahne lage, kya hoga hamar hal
Mout ki In Lahro Se Kon Lagaye ga Paar

Uswakt sath sath tu tha
aaj bhisath sath tu hain
Ek ishare se sab kuch ho gaya sant Tu Ne Yeh Kya Kiya…..

Sero ke Bich Mein Feka Gayatha Woh
Raja Ke samne sar na zukaya tha woh
mout ke Jab bich se pukara woh tera name
bhej kar tune swarg dut bandha sero ke muh
                                  Uswakt sath……..

Prabhu Tere Samrth Se ye Kya kiya
Prabhu Tere Sakti se ye kya kiya…
                                  Tu Ne Yeh Kya Kiya…

Ashisish Tujh se | Lamhey | Dayanidhi Rao

Ashisish Tujh se Mangte hai Ekhuda,
Tu Hai Jinda Mashi Sun le ye duaa

Aye hai Hum Tere charno Main,
Karte hai Hum Teri Stuti Mahima
Aatma se Bhar de Hamein
Takat Aur bal De De sab main
                               Ashisish Tujh……..

Jab Main ne Socha Main nirbal Hun
Prabhu Yeshu Ne Tab mujh se Kaha
Samarthi Prabhu Sakti Dene vala
Mein Yeshu Mashi Tere Sath Hun
                             Ashisish Tujh……..

1 24 25 26 27 28 33