Stuti Prashansa | Lamhey | Dayanidhi Rao

Stuti prashansa hove saada
bo jai jai jai yeshu ki jay

aavo ham milkar kare bandana
bo jai jai jai yeshu ki jay
                        o gaoo hale lujah…..

yahova chrvaha mera, hamein le chalta hai,
hari chriyo main, hame chala ta hai

hamein na kishi chij ki ghati hogi
hamein na kishi chij ki kami hogi

aavo ham milkar karain yeshu ki prashansha
aavo ham milkar karain yeshu ki mahima
                              o gaoo hale lujha…..

dekho va aaraha hai nyay karne ko,
aayega yashu jarur badlo par.

kya tum uskeliye tayar hu,
kya tum yeshu tayar ho.
                    aavo ham milkar……..

1 2