Aaja aa bhi ja aaya mein tere liye

aaja aa bhi ja 

aaya mein tere liye – 2
1. Gunaho ko tere dhone ke liye

Suli pe Jaan de di hai.

Sir pe Kanto ka taaj pahan kar,

Lahu bahaya hai.
2. Kya tu hai aaj paapo me duba,

Tangi musibat me khoya.

Krish ki aur dekh tu mujhe,

Aaya main tere liye.
3. Gunaho se aaj karle tu touba,

Jeevan hai pal do pal ka.

Lahu me Naya jeevan ko dene,

Yeshu bulata tujhe.

See also  Ab Tak Tune Hamen Sambhala Aage Bhi Sambhalega | Darenge nahi