yeh duniya badi dharamshala

Yah Duniya bhadi dharmshala Yaha par
Koi aa raha hai Koi Jaa raha hai

Dharmshala par station laga hai
aata jata musafir khada hai

Do ghadi ka hai mehman yaha par
Har karobar chalta yaha par
Apni karni par itra raha hai… Yaha par

Anat jeevan ki gadi khadi hai
Jisme yeshu ki aashish badi hai

Is gaadi me agar tu basha hai
Anant jeevan la station mila hai
Marg satya aur jeevan hai yeshu… Yaha par

Dil na apna lagale yaha par
Thoda vakt rah gaya hai yaha par

Yeshu raaja jald aata yaha par
Kar tayari jane ki waha par
Taaj ashmani pae tu yaha par.. Yaha par koi

See also  Aaja aa bhi ja aaya mein tere liye