Zinda Khuda Phirse Utha Chaho To | Chooley | Dayanidhi Rao

Naya Jeevan tune diya, paapon se chudaya
Cahattano pe tune mujhe baithaya
shaitaan ki takat se tune mujhe chudaya
gaaunga tere he naam subho shaam

Zinda khuda phir jee utha
jeevan naya tune diya
Yeshu masih hai uska naam
Chodunga na ab tera saath
Sabko bataunga mai aaj
Chahun tujhe hi mai kyon
subho shaam

chaho to aao tum mere saath
bojho ko laao Yeshu ke paas
mukti aur shanti paoge tum
chaho to aao mere saath

Murdo ko jagaya,
Andhe ko dikhaya
kodhi ko bhi tune changa kiya
duniya ke paapon me jo doobe hue the
unko bhbi tune hi pyar kiya

Zinda khuda phir jee utha
jeevan naya tune diya
Yeshu masih hai uska naam
Chodunga na ab tera saath
Sabko bataunga mai aaj
Chahun tujhe hi mai kyon
subho shaam

chaho to aao tum mere saath
bojho ko laao Yeshu ke paas
mukti aur shanti paoge tum
chaho to aao mere saath

jo krus se lahu baha mere liye

jo krus se lahu, baha mere liye (2)
kafi hai wo mere gunah, dhone ke liye (2)

dukho ko mere wo utha liya
apradho ke karan wo ghayal hua (2)
meri shanti ke liye, uspar tadna padi
us ke kode khane se hi, changa main hua…
jo krus se………..

katore ko usne utha kar kaha
mere lahu main yahi ek nayi vacha (2)
Jo bahaya e jaha, mere gunaho ke liye
us par se jo bhi piye, kabhi na marega…
jo krus se………..