Raat Ki Khamoshi Me


Chup hai Chanda

Chup Hai Tare

Janma Hai Mashiha

Raat Ki Khamoshi Me (6)

 

Kaisi Hai Charni

Kaisi Hai Raate

Bethleham mai aaya mashiha

Le kar Khushi Ka Khajana

Raat Ki… (6)

 

Raato Mai Aa kar

Raato Mai Ja kar

Duto Ne Sabko Jagaya

Santi Ka Data Mukti Ka Swami

Humko Bachane Aaya.

Raat Ki… (6)

See also  Aala Jagat Aala Duniya Banane Waala Lyrics